azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

sønu parit – naamumkin lyrics

Loading...

naamumkin lyrics
namumkin me hai naam chupa
aur mujhko naam hi banana hai
namumkin kaamo ko
mumkin kar dikhana hai (×2)

ayee…!!!
mujhe boht kuch hai khona
aur boht kuch hai pana
jabse bana mai
hip+hop ka diwaana
sochenge baad me
kya sochega zamaana..?
jo jo dekhe maine khwaab
unko pura kar dikhana
naam hai kamaana
maa baap ka naam roshan kar
iss duniya se jana
iss satranj ka main raja
aur main hi wazir
haath ki lakir se nahi banti takdeer
banani padti hai mehnat se naseeb
main khud apna rasta chunu
apni mehnat se apni takdeer ko likhu
mere aankhon me hai sapne
aur seene me jal rahi hai aag
haath me hai kalam
aur kagaz par nikali
main dil ki bhadaas
khud ka main raja
khud pe karu raaz
main independent artist ki
independent aawaz
ye system ke kide
ye system me ji rahe
system ko change karu
apne hisaab me
jo jo mеre khaas the
abhi bhi merе paas hai
divine ki tarah
abhi bhi karte punya
abhi bhi karte paap hai
sabko maine dekh liya
kaun apna aur kaun aastin ka saanp hai
unka karu kaam tamaam main
namumkin me hai naam chupa
aur mujhko naam hi banana hai
namumkin kaamo ko
mumkin kar dikhana hai (×2)



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...