azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

sos (straightouttasrinagar) – keef lyrics

Loading...

kushada mere cheshm naye roz
khuda hafiz hua jabir abh adal mera dost
ikhtiyar khudpa lahoo zinda josh
itminaan abh fizaayein aur mamoon mere loug

a new day + wide+open are my eyes
goodbye! o’ tyrant, justice now is my companion
i + a free+agent, my blood is filled with sentiment
calm, are the winds and faithful + my people

farhat, suroor, masarrat, khushi, shaadmaani
gham+e+hijr mein thay ye mutaradif khaak yaani
zindagani ki tarkeeb+e+nehvi likhi jaani
masla salahiyat ka ho toh ho phir aag paani

joy, pleasure, delight, happiness, rejoicement
turned to dust in the night of separation
i +n+lyzed and jotted down the intricacies of life
abilities soothe the warmth of fire
iss bhagbhani mein paasbaani ki arso se
iss bhagbhani mein haatkhaali thay barso se
ek raat ka ni ye khwaab kya pucho harfo se
vasl se ishq surkh roo, na hota sharto se

sentinel of this garden, i have been for long
my hands empty have been for years
ask my words, this dream is more elaborate
it’s the union that honors love, not the conditions put in

kadam qabro se bahir abh hota mehsoos ghar
tasleem dawatein bhi jab hota mehfooz ghar
musht+e+khaak ghrahan chaand ka lauti mehnoor ghar
zinda kaul hum ahad azad tu bhi mehjoor padh

only now, do we feel there to be home outside graves
invitations would be accepted, had the home been safe
a handful of dust, moon+eclipsed, mehnoor makes her way back home
you too read mehjoor, we are like words + alive, absolute, free

huzoor chada na sar guroor kabhi
wahid kitaab ek ussi ke hum huroof sabhi
maana hum shayar nai par rakhte sab sitaaron ka ilm hafiz mawaqi+al+nujoom sabhi

pride + never got to my head
all of us are words from the same book
although we are no poets, we have the knowledge of stars
na uzu billah mai nai ibn+al+arbi
mohabbat unki zaat se toh kya hua mai ajmi
hille pata bhi na bina uski marzi
dil ka sawal thi siyaahi shukar karta har din

i seek refuge in god from claiming to be ibn al+arbi
if my heart is filled with his love, am i really an outsider?
leaves + motionless without his will
ink+ a manifestation of the questions from my heart. in gratitude+ i live my days

lekin riha bas j+sm rooh abh bhi azaad nahi
my soul + free while my body still remains shackled

aghraaz woe
andaaz woe fasaad woe libaas nai
tu abh bhi gumrah sazish mein zinda daulat ki lalach mein bheega nafrat ki barish mein

need + that is
path + that is, dissension+ that is, that is the attire
still mislead by the plot, your heart is filled with greed, drenched in hate

hara tu har azmaish se
naye daur ki farmayish , keef

abh sunega keef toh seekhega keef
tu dekhega keef toh banega keef
abh sunega keef toh seekhega keef
tu dekhega keef toh banega keef
trails + all of them you failed
the new epoch demands keef
as you listen to keef
you will learn keef
as you see the keef
you will become the keef



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...