azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

sunny k – deewana lyrics

Loading...

[intro : sunny k]

yeah huh
you already know what it is
its all good baby baby
come on

[hook: sunny k]

zara sun lo deewane ko
hai talab waahan jaane ko
hai sukoon jo teri baaho mein
mauka dedo wahan aaane ko. (x2)

aaja sun le tu yara
phire mara mara
tera piche saari duniya
banke aawaara
kaun kare tera itna
karta main jitna
koi mujhsa deewana nahi
milna doobara. aaja

[verse 1: sunny k]
katil husan, nakhre hazaar tere
tujhsa nasheela nai, botal sharab mere
thode kharab mere, aadatein main badmijaaz par
guzaarish teri, saari ki saari sarakho pe
aake baanhon mein mujhe de chain main
spiderman , ban mary jane
aaj zamana deewana mera
par main tera
tere bina ye meri, raatein beraim
milna na tujhsa, koi yahan talash le
de bahon mein panah, na rakh ye faasle
husno ki pariyan padi hai kai piche
par, dil mera teri or chala jaye khinche
mujhe pyaar de, pyaar de
saari duniya ko mere khatir waar de
paas ye aarzoo, apni jahan banane ki
i’m yo jay z be my beyonce..

[hook: sunny k]

zara sun lo deewane ko
hai talab waahan jaane ko
hai sukoon jo teri baaho mein
mauka dedo wahan aaane ko. (x2)

aa sun le tu yara
phire mara mara
tera piche saari duniya
banke aawaara
kaun kare tera itna
karta main jitna
koi mujhsa deewana nahi
milna doobara. aaja
[verse 2: sunny k]

sehzadi khabon ki, dil ki tu chor
uljhi padi hai kabse naino ki dor
suljha de sulga de aaj
sine mein apne mohabbat ki
tere alawa, chalna nai kisi ka zor
magnet teri ada. karti attract
chad g+yi mujhe pe tu jaise crack
teri adaon pe dil mera dole
poore shunk karu saare, jo tu bole. bol
main gali gali mashoor
batein mere baare
deewane hain saikdo lage piche, saare
kehte, rock star mujhe ladke yahan
aur ladkiyaan, dekh dekh ankh maare
tu marijuana si, sar pe sawaar mere
kat te na din tere bin
kar aitbaar, ho g+ya pyaar
sunny k hoke latto tere piche poore din

[hook: sunny k]

zara sun lo deewane ko
hai talab waahan jaane ko
hai sukoon jo teri baaho mein
mauka dedo wahan aaane ko. (x2)
aa sun le tu yara
phire mara mara
tera piche saari duniya
banke aawaara
kaun kare tera itna
karta main jitna
koi mujhsa deewana nahi
milna doobara. aaja



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...