azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

umair – day dreamer lyrics

Loading...

[part i]

[verse: talha anjum]
roz mujhe lag+y that i’m falling off
poora saal on the road man i’m never home
and whenever i’m home, mein rehta ghar pe kab
kia sirf ye cheques hain dene ke liye ghar pe ab
ye kesi zindagi hai
aur is’se haasil kia hai
kya mein wohin hun ya mujhse behtar rapper milg+ya hai
dil ko ek ghum lag g+ya hai, qalam ko zung lag g+ya hai
chhutay na daaman se sharaab ko jo rung lag g+ya hai
khuda kher karay yaar’on ki
dushman’on ke peir talay tapish
hum farsh tung karein it’s a propechy
khuda khabar le ghadaar’on ki
zindagi mein milay baray daghadaar
lekin some sh+t you just have to deal
to be wherе you have to be
yehi kahani, yеhi hai zindigani
khoon gaarha pani se par behta jese paani
mein likhta is rawaani se wo sochte hain kese chhapi jaye saari
nakal ke liye aqal darkaar hai
i’m the king of this sh+t
yehi mera darbaar hai
i ain’t a k!ller but don’t push me matha shaart hai
aur mere saaray yaar total kalakaar hai
guns on us man, you can’t afford to talk sh+t
tere studio mein saaray londay toxic
i walk in the studio to sultan and talksick
mili baat alag hai i’m on that real talk sh+t
album mode hai baby qalam chalay over time
no more time to let your b+tch call me on my line
i put this rap sh+t, this hip hop sh+t on my life
sarkein bhari pari with guns and pocket knives
mein ryaazi karun, numbers karun +n+lyze
anybody is a rapper better recognize
kuch bhi sun kar na kar legacy tu jeopardize
mein tab bhi rapper tha when the money was tight
[part ii]

[intro: talha anjum]
huh+
yeah+
it’s your boy’s boy
now what do you want
yeah, yeah

[verse: talha anjum]
sh+t is not a joke par kasam se funny bhi
passion follow kiya abhi honda khari wi
haters beghairat, ghairat inki mar iwi
sk!ll set itna top, university should study me
industry meri dost nahi so don’t buddy buddy me
bari baat wahi gang saath abhi bhi
badal g+ya waqt, badal gai meri auqaat
nahi badli tou nahi badli meri zaat abhi bhi
ye rapper kodu inke aag+y i’m a tall figure
hard hitter, go getter
team se bahar hain quitters
and i’m bitter when i think of you
tum na bol ke jo samjhay wo samjhaon tumhe likh ke kyun
ye qalam tou hai kamaal isse aye na zawaal
khuda bara meharbaan meri zaat par
har qadam pe ho azaab
nezay, teer, ghur+sawaar
dhar se alag karnay aye mere haath ab
maula madad tere aasray mein hi tera hisaar
tu bachaye mujhe dushman’on ke vaar se ab
hum tou tere gunah+gaar tere se bara koi mushkil kushaan nahi
i know that you’re watching us
tu rakhna nazar+e+karam apni khaas humpe
tu karna phir tanhaiyon mein baat hum se
now i’m switching gears
ab mein aur umair
ilaaqa tou mazaak, jaanay humein poora sheher
i double dare you wo kar jo mene kardiya
i double dare you mother f+cker sab shartiya
mein urdu rap ka baap usko pehla ghar diya
mein mousami nahi kya sardiyan kya garmiyan
ye faasla nahi ye tajarba hai darmiyaan
a hundred thousand hours mein hip hop ko de chuka
ab mujhe beef karna lag+y tumse be tuka
ba+khuda mein khudse baaghi tujhe kya pata



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...