via vallen – vaaste lyrics
vaaste jaan bhi doon
main ganwa imaan bhi doon
kismaton ka likha mod doon
badle mein main tere
jo khuda khud bhi de
jannatein sach kahoon chhod doon
tumse zyada mein na jaanu
tumse khudko mein pehchanu
tumko bas mein apna maanu maahiya
vaaste jaan bhi doon
main ganwa imaan bhi doon
kismaton ka likha mod doon
tere elawa koi bhi khwaaish
nahi hai baaki dil mein
kadam uthaoo jahan bhi jaaoon
tujhi se jaaun mil main
tere elawa koi bhi khwaaish
nahi hai baaki dil mein
kadam uthaoo jahan bhi jaaoon
tujhi se jaaun mil main
tumse zyada mein na jaanu
tumse khudko mein pehchanu
tumko bas mein apna maanu maahiya
vaaste jaan bhi doon
main ganwa imaan bhi doon
kismaton ka likha mod doon
badle mein main tere
jo khuda khud bhi de
jannatein sach kahoon chhod doon
tu hi hai savera mera, tu hi hai kinaara mera
tu hi hai dariya mera, khuda ka zariya mera
tujhi se hota shuru ye mera kaarwa
tujhi pe jaake khatam ye mera saara jahaan
Random Lyrics
- rico – benz lyrics
- kingsley – come home lyrics
- sero el mero – ein mann ein wort lyrics
- kicksie – reaching out (peace) lyrics
- cytotoxin – soul harvester lyrics
- wallfella – 4 door whip lyrics
- juli strawbridge – now we can get drinks lyrics
- lé real – anywhere lyrics
- zn dot – qq vc faz pelo din? lyrics
- mariah carey – i pray* lyrics