azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

waqas ahmed khan ft talha ahmed khan from asm – kaghaz qalam lyrics

Loading...

kaghaz qalam sy dosti pharne walon sy bhe zada hai
soch sy duniya badlon kia ierada hai

mana main jahil hon kuch nahi ata mujhe
mujhe kuch ata nahi mana aik nalayak hon
shok sy dheakhty ho na main koi wo sahil hon
dhukon sy khelne wala aik wafadar sa shair hon
main dhuk likh raha tha logon ki wafa lagi thi
unko kia andaza k kb kis ki duniya jali thi
zindagi zinda sansen mari thin kia hoti hai duniya tery hi bad dhekhi thi..
tune chor dia jb maine likh dia sub itna gunhegar k bulata nahi rub
tune chor dia jb maine likh dia sub itna gunhegar k bulata nahi rub

kaghaz qalam sy dosti pharne walon sy bhe zada hai
soch sy duniya badlon kia ierada hai
kaghaz qalam sy dosti pharne walon sy bhe zada hai
khuwab hai duniya badlon kia ierada hai

main kissy likhon kia bura hon achw dheakhon kia
waqt kesa mosam laya munafiq karen wafa ka wada
sawal dour jawab nazdik
main tery pas tu kisi or k kareeb
saf c bat ab hota nahi kisi sy pyar
rishty kamzor yahan daghon sy bhe zada hain
matlabi matlb main karty wafadari ka wada hain
mana tu her pal yad hai per main kesy muskuraon
meri tu muskurahat bhe zalim tery pas hai…

kaghaz qalam sy dosti pharne walon sy bhe zada hai
soch sy duniya badlon kia ierada hai



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...