azlyrics.biz
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

waqas tahir – khuda dhoondta hu lyrics

Loading...

kiya tum sunte ho
wo alfaz jo in sochon mein gume
kiya tum kehte ho
ke kon hai jo itne zulm kare
aakhir kis jaga tum ne qadam rakhe
ham kyou karein jo bhi ham karein
ham kyou banein jo bhi ham banein
akhir konsa hasool hai
mein khuda dhoondta hu
ik toota dil liye
mein khuda sochta hu
wo jis ne zulm kiye
kiya tum marte ho
har ik baat par jo palle na pare
kiya tum ginte ho
har ik raat ko ke kab tak wo tale
akhir kis jaga tum ne qadam rakhe
ham kyou karein jo bhi ham karein
ham kyou banein jo bhi ham banein
akhir konsa hasool hai
mein khuda dhoondta hu
ik toota dil liye
mein khuda sochta hu
wo jis ne zulm kiye



Random Lyrics

HOT LYRICS

Loading...